20 Top Bhakti Geet Songs Collection

20 Top Bhakti Geet Songs Collection - Bhakti Geet Lyrics

Bhakti Geet Lyrics Collection

Jab Tu Aaya Jagat Mein Log Hanse Tu Roye,
Aisi Karni Na Karo, Piche Hanse Sab Koye,
Toone Mujhe Bulaaya Sheraa Waaliye,
Me Aaya Sheraa Waaliye,
Toone Mujhe Bulaaya…….

Sara Jag Hai Ek Banjara, Sabki Manjil Tera Dwaara,
Unche Parwat Lamba Rasta, Par Me Reh Na Paya Shera Waliye,
Me Aaya Me Aaya Sheraa Waliye, Toone Mujhe Bulaya ……..

Tere Path Me Mil Gaye Sathi, Soone Path Mein Jal Gayi Baati,
Muh Kheloon Kya Tumse Maangoon,
Bin Maange Sab Paaya Sheraa Waliye,

Me Aaya Me Aaya Sheraa Waaliye, Toone Mujhe Bulaaya,
Kaun Hai Raja Kaun Bhikhaari, Ek Barabar Tere Sare Pujaari,
Toone Sabko Darshan Deke, Apne Gale Lagaya, Sheraa Waaliye,
Me Aaya, Me Aaya Sheraa Waaliye,
Toone Mujhe Bulaaya………

Mukesh Songs Lyrics Collection

Ram Naam Ki Loot Hai, Loot Sake To Loot,
Ant Kaal Pachtaayega, Jab Praan Jaayenge Choot,

Ram Naam Sukhdayi Bhajan Karo Bhayi,
Ye Mela Do Din Ka,

Ye Tan Hai Kaagaj Ki Pudia
Hawa Chale Ud Jaayi,
Bhajan Karo Bhaayi ……

Ye Tan Hai Mitti Ka Dhela,
Oas Pade Gal Jaayi,
Bhajan Karo Bhaayi,

Ye Tan Hai Foolon Ki Mala,
Dhool Lage Murjhaayi,
Bhajan Karo Bhaayi ….

Ye Tan Hai Paani Ka Bulbula,
Lehar Chale Mitt Jaayi,
Bhajan Karo Bhaayi ……………

Ye Tan Hai Bhooton Ki Nagri,
Maar Lage Bhag Jaayi
Bhajan Karo Bhaayi …………

~~~~~

Maaya Jugaawe Kaun Gun, Ant Na Aawai Kaaj,
Soyi Naam Jogaabahu, Bhaye Paramnath Saaj,
Teri Mahima Jag Mein Goonje,

Shiv Ko Bhajein Dhyaan Dharein Bhagat Tere,
Bhole Ka Pehla Number, Jape Dharti Aur Ambar,
Tu Hi Baba Baghambar, Mere Bhole Shiv Shankar,

Jaane Kiska Dhyaan Lagaaye, Rakh Ko Apne Tan Se Lagaaye,
Chanda Jinki Shan Badhaaye, Gale Roop Ki Mala Lagaaye,
Charan Ki Raj Humko Bhi De De Dwaar Khade,
Shiv Ko Bhajein Dhyan Dharein Bhagat Tere,
Bhole Ka Pehla….

Mast Rahe Tu Vijaya Peekar Bhoot Ki Sena Teri Chakar,
Bramha, Vishnu Dar Pe Aakar Jaate Shish Nawaakar,
Vish Ko Khaaye Maan Badhaaye Hum Bhi Rahe,
Shiv Ko Bhajein Dhyaan Dharein Bhagat Tere,
Bhole Ka Pehla ………………..

Kaanwar Kandhe Pe Uthaaye Jal Ki Kalsi Bharkar Laaye
Baba Ki Ratan Lagaye Man Me Shiv Ka Dhyan Lagaaye
Har Le Mere Ye Dukhde O Baba Charan Pade Tere,
Shiv Ko Bhajein Dhyan Dharein Bhagat Tere
Bhole Ka Pehla….

Bhakti Geet Songs Collection

Pawan Udaakar Le Gayi Re,
Meri Maa Ki Chunariya Maa Ki Chunariyaa ….
Vishnu Ne Hatho Se Chunri Banyi,

Bramha Ne Gotaa, Kinaari Lagaayi,
Shiv Ne Heere Jadaay Diye Re,
Maa Ki Chunariyaa …

Dekha Kahin Door Chamki Thi Jyoti,
Ud Ud Chunariya Pahadon Pe Pahunchi,
Maiyaa Ke Man Me Samaa Gayi Re,
Maa Ki Chunariya ….

Jisne Bhi Dekha Maa Ka Najaara,
Charano Me Behti Ganga Ki Dhara,
Bigdi Sab Ki Banaa Gayi Re,
Maa Ki Chunariya …..

~~~~~

De De Thodaa Pyar Tera Kya Ghat Jaayega,
Sawre Salone, Mera Kaam Pat Jaayega,

Dunia Ko Chod Mene Tujko Pukaara,

Tera Hi Bharosaa Mujhe, Tera Hi Sahara,
Hasega Jamana, Jo Tu Aaj Nat Jaayega,
De De Thoda Pyaar ……………

Daani Hai Dayalu Tu To Lakh Datar Hai,
Maya Hai Apaar Teri, Paya Nahi Paar Hai,
Dekh Ek Baar Mera, Paap Kat Jaayega,
De De Thoda Pyar…….

Taarte Ho Paapio Ko, Pyar Ki Nigaaho Se,
Mera Bhi Bhandaar Bharpoor Hai Gunaaho Se,
Sunoge To Aapka Kaleja Fatt Jaayega,
De De Thodaa Pyaar ……………..

Dete Ho Sabhi Ko Aaj, Me Bhi Leke Jaaunga,
Bhar Do Khaali Jholi Shyam, Tera Gun Gaaunga,
Aaj Na Bihari, Khali Hath Hat Jaayega
De De Thoda Pyaar……………..

Kishore Kumar Songs Lyrics

Suno-Suno Maa Ki Mahima Suno-Suno,
Suno Suno, Maa Ki Mahima Suno Suno

Devi Daas Bhakt Tha Maa Bhawani Ka
Rom Rom Rini Tha Maharani Ka
Maaya Uski Patni Bhi Maa Ko Poojti
Naino Me Basayi Jisne Maa Ki Murati
Do Thi Unki Betiyaan Sushil-Honhaar
Sheron Wali Vaishno Se Jinko Naam Tha
Bhawna–Tapasya Hi Jinka Naam Tha,

Subah-Sham Maa Ki Pooja Jinka Naam Tha
Subah Sham Maa Ki Pooja Jinka Kaam Tha
Sona-Chandi , Heere–Moti Dhan Tha Behisaab
Trishna Thi Fir Bhi Kuch Adhoori Thi Kitaab
Behano Ki Rakhi Ko Kalaayi Chahiye
Suno-Suno….

Ek Din Maa Vaishno Ho Gayi Dayalu
Behano Ko Bhayi Milaa Maata Ko Laal
Khushio Ka Shehad Hi Tha Sabne Chakh Lia
Bacche Ka Naam Tha “Wardaan” Rakh Dia
Palne Me Jhulta Wo Khada Ho Gaya
Shivaa Aadi Shakti Ki Dhun Me Kho Gaya
Masti Mein Mast Hoke Muh Jo Kholta
Totli Jubaan Mein Jai Maa Ki Bolta.

~~~~~

Bhaaw Ka Bhukha Hu Main Bas Bhaaw Hi Ek Saar Hai,
Bhaw Se Mujko Vastrabhushan Kuch Na Mujko Chahiye,
Aap Hi Ho Jaayega Bas Ye Mera Satkaar Hai,

Bhaaw…

Bhaaw Bin Sarwaswa Bhi De Daalo To Main Leta Nahi,
Bhaaw Se Ek Fool Bhi De, Wo Mujhe Sweekar Hai!
Bhaaw…..

Bhaaw Bin Oonchi Pukaarein Main Bhi Kabhi Sunta Nahi,
Ter Mere Bhakt Ki Karti Mujhe Laachar Hai,
Bhaaw…..

Terte Jab Bhakt To Mujse Raha Jaata Nahi,
Daudta Aata Hu Main, Hota Mera Deedar Hai
Bhaaw…..

Bandh Lete Bhakt Mujko Bhaaw Ki Janjir Se,
Isliye Is Bhumi Par Hota Mera Awtaar Hai,
Bhaaw….

Top Bhakti Geet Songs Collection

Gori Ke Laal Main Tere Darbaar Aa Gaya,
Mujko Sahara Do Prabhu Me Dagmaga Gaya,
Gori Ke Laal Main…

Muskilein Aasan Karo Meri, Me Musibat Me Aa Gaya,
Mera Sitaara Bhi Ab Gardish Me Aa Gaya,
Mujko Sahara Do…

Jholi Mein Gyaan Naam Ki Khairaat Daal Do,
Sar Ko Jhukaaye Aaj Main Sajde Me Aa Gaya,
Mujko Sahara Do …

Riddhi Siddhi Ki Daulatein, De Do Mujhe Prabhu,
Sar Jhukaa Teri Panaahon Mein, Me Sarkaar Aa Gaya,
Mujko Sahara Do…………………….

~~~~~

Tere Laala Ne Brij Raj Khaayi, Yasoda Sun Maayi,
Adbhut Khel Sakhan Khelo, Choti Si Maati Ko Dhelo,

Turant Shyam Ne Mukh Mein Melo, Yaane Gatak-Gatak Gatkaayi
Dudh Dahi Ko Kabahun Na Naati, Kyun Lala Taine Khaayi Mati

Yashodaa Samjha Rahi Santi, Wapai Nek Dayaa Nahi Aayi
Mukh Ke Maahin Anguli Meli, Nikal Padi Maati Ki Dheli
Bheer Bhayi Sakhiyaqn Ki Bheli , Yaane Dekh Log Lugaayi

Mohan Ko Mukhdo Farwaayo , Teen Lok Waa Me Darshaayo
Tab Vishwas Yashodahi Aayo , Yo To Pooran Brahma Kanhaayi

Eso Ras Nahi Hai Makhan Mein , Mewa Misri Nahi Dakhan Mein
Jo Ras Hai Brij Raj Chakhan Mein , Yaane Mukti Ki Mukti Karayi

Ya Raj Ko Sun Nar Muni Tarsai , Bhadbaahgi Jan Nitt Uth Parsai
Jaaki Lagan Lagi Rahe Hari , Ye To Ghaasiram Katha Gaayi.

Mohammad Rafi Songs Lyrics Collection

Jab Tak Hai Sans Mein, Aata Rahunga, Aata Rahunga,
Teri Mahima Ke Geet Dar Pe Gaata Rahunga,

Chahe Vipada Pade Bhaari, Nahi Bhulunga Me Tujko,
Chahe Kaam Anek Pade, Japunga Har Pal Main Tujhko

Asha Ki Jyoti Man Mein, Jagata Rahunga, Jagata Rahunga,
Teri Mahima ……………

Chahe Jag Mujse Roothe, Koi Parwaah Nahi Mujko,
Gar Tum Ruthein Mujse To Seh Na Sakunga,
Is Gham Ko! Pooja Ke Fool Dar Pe,
Chadhata Rahunga , Chadhata Teri Mahima……………..

Apne Is Baalak Par, Daya Itni-Si Kar Dena,
Is Soone Man Me Prabhu, Jara Si Bhakti Bhar Dena,
Tera Karajdar Baba, Sada Me Rahunga, Sada Me Rahunga
Teri Mahima…..

Ek Aas Yahin Mn Mein Ki Tere Dwaare Pe Me Aa Jaaun,
Tera Darshan Paakar Main Prabhu, Bhawsagar Tar Jaaun,
Charano Mein Tere Shish Jhukata Rahunga, Jhukata Rahunga.
Teri Mahima ……

~~~~~

Gurdev Daya Karke, Mujko Apnaa Lena,
Me Sharan Pada Teri, Charano Mein Jagah Dena,
Karuna Nidhi Nam Tera, Karuna Dikhlaao Tum,
Soye Huye Bhagyon Ko, He Nath Jagao Tum!
Meri Naaw Bhawar Mein Dole , Oose Par Laga Dena,
Gurudev Daya Karke ……..

Tum Sukh Ke Sagar Ho, Nirdhan Ke Sahare Ho
Is Tan Me Samaaye Ho, Mujhe Praano Se Pyaare Ho
Nit Mala Japoon Teri, Nahi Dil Se Bhulaa Dena
Gurudev Daya Karke …….

Paapi Hoon Ya Kapti Hu, Jesa Bhi Hu Tera Hu
Ghar Baar Chodkar Main, Jiwan Se Khela Hoon
Dukh Ka Maara Hu Main, Mera Dukhda Mitaa Dena
Gurudev Daya Karke ……………….

Me Sabka Sewak Hu, Tere Charano Ka Chra Hu
Nahi Nath Bhulana Mujhe, Is Jag Mein Akela Hu
Tere Dar Ka Bhikhaari Hu, Mere Dosh Mitaa Dena
Gurudev Daya Karke ….

Evergreen Bhakti Song Lyrics

Tere Charano Mein Laaga Mera Dhyan,
O Ghaate Wale Baba Hanumaan,

Mujhe Ab Na Karo Hairaan, O Ghaate Wale Hanuman,
Ghaata Mehandipur Shobhit Hai, Jaipur Rajya Darmayan
O Ghaate Wale Baba Hanumaan !!
Tere Charano Mein ……

Ghaate Me Aa Pragat Huye To,
Yash Chaya Hai Saare Jahan,
O Ghaate Wale Baba Hanuman,
Tere Charano Mein …………….

Hum Dukhio Ke Kasht Mitaao,
Waahe Daas Bhikhaari Agyaan,
O Ghaate Wala Baba Hanumaan,

Ter Charano Mein Laga Mera Dhyaan,
O Ghaate Wale Baba Hanumaan,
Mujhe Ab Na Karo Pareshan,
O Ghaate Wale Baba Hanumaan,
Tere Charano Mein……..

~~~~~

Guru Mere Jiwan Ko, Jiwan Bana Do,
Jagat Jaal Daman Se Jhagdaa Mitaa Do,

Bahut Pee Chuke Waasna Vish Ke Pyaale,
Guru-Gyaan Bhakti Ka Pyaala Pilaa Do,

Kahan Tumko Dhoondoon Kahan Tumko Paaun
Kripa Karke Apna Pata To Bata Do

Nahi Dhundn Ki Hai Humko Jarurat
Fakat Apne Hridya Ko Nirmal Bana Lo

Nahi Hum-Me Charano Ka Sewak Bana Lo.
Ye Bich Bhawar Me Hi Naiyaa Hamari
Kripa Sindhu Aakar Kinaar Laga Do..

Latest Sonu Nigam Songs Album

Bhilani Saware Rasta Aawenge Ram Ji
Mera Bhi Dhanya Jiwan Banaawenge Ram Ji

Daliya Mein Ber Roj Chun-Chun Ke Laa Rahi,
Ho Khatte Chahe Meethe Khaawenge Ram Ji,

Hatho Se Roj Roj Rah Ke Kaante Buhaarti,
Kaante Lage Na Usko, Komal Hain Paanw Ji,

Aaye Jabi Ho Ram To, Deewani Ho Gayi,
Baithaya Na Hari Ko Bhuli Hai Kaam Ji,

Bhilani Saware Rasta Aawenge Ram Ji
Mera Bhi Dhanya Jiwan Banaawenge Ram Ji

Hain Khatte Chahe Jhuthe , Prabhu Fir Bhi Khaa Rahe
Lakshman Ne Piche Feke , Dekhe Na Ram Ji

Drongiri Wo Pahuncha Sanjeewani Banaa ,
Lakshman Ke Laagi Shakti , Laaye Hanuman Ji

Bhakton Ka Maan Rakhte , Bhagwan Hain Sadaa,
Sab Milaa Karo Keertan , Subah Aur Sham Ji

Kaashi Me Tu Rehta Hai (Dewdhar Tumhaara Hai),
Kaashi Me Tu Rehta Hai …………..,
Kaashi Me Tu Rehta Hai …………,

Wo Bhi Tumhe Pyaara Hai! Ye Bhi Tumhe Pyaara Hai,
Kaashi……………

Teri Najar Mein Bhole Bhaale (Sdab Koi Barabar Hai -3),
Dharami Ko Bhi Taara Hai (Paapi Ko Bhi Rtara Hai -3)
Kaashi…………..

Shish Pe Tere Gnaga (Aur Chandrama Maathe Par -3),
Behti Sadaa Sir Se (Gangaji Ki Dhaari Hai -2),
Shakti Di Asuron Ko (Bhakton Ko Bhakti Mili -3),
Bhakton Ko Sada Tumne Dukh Se Ubaara Hai-3
Bhakton Ne Tumhe Sabne Pukara Hai,
Bhakton Ne Tumhe Sabne ……………,
Bhakton Ne Tumhe Sabne ………..I,
Kaashi……..

~~~~~

Mere Mann Mein Hai Aye Ram, Mere Tan Mein Hai Ram,
Rom Rom Mein Hai Ram Samay, Dekho Kaisi Ram Teri Maiya,

Suraj Mein Bhi Raam Hain, Chanda Main Bhi Ram Hai,
Taare–Taare Mein Ram Samaya, Dekho Kaisi Ram Teri Maaya,

Dali Mein Bhi Ram Hai, Patte Me Ram Hai,
Kali-Kali Mein Bhi Ram Samaya,
Dekho Kesi Ram Teri Maaya,

Jal Mein Bhi Ram Hai, Thal Mein Bhi Ram Hai,
Jarre Jarre Mein Ram Samaya, Dekho Kaisi Ram Teri Maaya,
Bhakton Mein Bhi Ram Hai, Bhooton Min Bhi Ram Hain,
Saari Srishti Mein Ram Ram Samaya, Dekho Kaisi Ram Teri Maaya,

Shankar Mein Bhi Ram Hain, Vishnu Mein Bhi Ram Hain,
Saare Devon Mein Ram Samaya, Dekho Kaisi Ram Teri Maaya.

Best Bhakti Geet Songs

Ram Bhajan Mein Chaukas Rehna, Kalyug Naach Nachaayega,
Ram Bhajan Mein Chaukas Rehna, Kaliyug Ghamasaan Machaayega,
Sadhwaaon Ko Sookhe Tikkad, Vidhwa Chupdi Khaayegi!,
Tasveerein Nartakion Ki Ghar–Ghar Latkaayi Jaayengi,
Sacchi Baat Kahega Jo Wo Bewakoof Kehlaayega,
Ram Bhajan Mein …………………

Pitaa Jaayega Assi Tak Chal Dega Putra Jawani Mein,
Brahman Dharam Jiwika Karke Doobenge Jajmaani Mein,
Naari Purush Ki Bhaanti Chalegi Purush Naari Ban Jaayega,
Chela Yahin Dharam Samjhega Guru Ka Maal Udaa Jaayega,
Beta Yahin Dharam Samjhega Rakam Baap Ki Khaa Jaayega,
Bhaayi Chaara Kahan Shatruta Bhai Hi Dikhlaayega,
Ram Bhajan Mein………………………..

Shaadi Ki Vyaapar Banegi Yahi Anokha Dhang Hoga,
Byaah Nahi Ladki Ka Hoga Ghar Ki Taalika Hoga,
Swayam Jyotishi Dalaal Ban Ye Sambandh Milaayega,
Ram Bhajan Mein ………………….

Mandir Tirath Banenge Adde Durachaar Vyabhichaario Ke,
Sanyaasi Bhi Raha Karenge Ghar Me Saahukaaro Ke,
Shudra Wyaas Gaddi Par Dat-Kar Katha Puraan Sunaayengem,
Jab Ye Haal Desh Ka Hoga, Dev Kupit Ho Jaayege,
Ram Bhajan Mein ………………

Roti Rupya Wasta Na Hoga, Samay Vilakshan Aayega,
Satya Path Par Jho Adig Rahega Oose Na Kaal Sataayega,
Ram Bhajan Mein……………..

~~~~~

Aage Badh Gaya Saara Sansar, Mata Mujhe Vidya Do,
Maata Mujhe Vidya Do, Mata Mujhe Gyaan Do,
Maata Mujhe Bhakti Do !

Hey Maa ! Charano Me Teri Pada, Mata Mujhe …
Me Tera Putra Aur Tu Meri Mata Hai,
Maa Tu Meri Mata Hai !,

Tera – Mera Pyari Mata, Putra–Prem Ka Naata Hai,
Maa Putra – Prem Ka Naata Hai,
Maa Putra Prem Ka Naata Hai !,

Haan Maa, Sharan Me Teri Padaa, Maata Mujhe,
Inder Krishna Maiyaa Teri Karte Hain Aarti,
Maa Karte Hain Arti,

Bhakton Ko Pyaari Maata, Aap Hi Ubaarti,
Ho Rahe Chanwar Kuber Dulaaye, Maata Mujhe,
Aage Badh Gaya Sara Saansar.

Top Hindi Poems on Life and Zindagi

Maiya Upkaar Tu Kar De, Tere Darbaar Aaya Hoon,
Ye Jholi Pyaas Se Bhaqr De, Tere Darbaar Aaya Hu,

Daya Teri Ke Foolon Se Bhare Bhandaar Hain Tere,
Baharin Hi Baharein Hain Khade Ghuljaar Hain Tere,

Ye Asha Mehak Se Bhar De, Tere Darbaar Aaya Hu,
Ukhi Koi Tere Dar Par Jo Aansu Lek Aata Hai,

Khushi Ki Jholiyaan Bhar Ke Tere Dwaar Se Jaata Hai,
Mere Bhi Kasht Maa Harr De, Tere Darbaar Aaya Hu,

Main Daulat–Maal Na Maangoon Na Heere–Haar Hi Maangoon,
Me Tera Pyaar Hi Maangoon, Tere Darbaar Aaya Hu.