110+ Urdu Mohabbat Shayari For Girlfriend

Urdu Mohabbat Shayari Collection

Urdu Mohabbat Shayari Collection

tum mujhe  jehar  bhara  jaam badha dete ho
tum meri  talkhi-e-paighaam  badha dete ho
kheech lete ho ragon se jo lahoo ke katre
aur kuch surkhi-e-anjaam badha dete ho

akhtar payaami

===—@@—===

Saki aur Paimana Urdu Shayari

rindon ko bahisht ki khabar  de saaki
ik jaam  pilaa ke mast kar de saaki
paimaana –e-umar  hai  chalakne ke karib
bhar de saaki , sharaab  bhar de saaki

akhtar sheerani

Sad Poetry in Urdu With Images

===—@@—===

Urdu Status in Hindi for Whatsapp

hum sab ko gawara payaame kashmir,
ilaane masrat hai nijaame kashmir,
bakshi ke oosulon pai hai  jin ka takwaa,
ban jaate hain  dil ke ghulaame kashmir.

akhtar rijwani

===—@@—===

Urdu Attitude Status for Whatsapp

Ik  lamha tasveer utaar  aayi hai,
wese to kayi rang  nikhar aayi hai,
dil sarad hai chehron pe hai gurbat ka jalal,
kehne ko charagon ki bahar aayi hai.

===—@@—===

Whatsapp Status in Urdu

Mahaul se ik ayaan hota hai,
har jarre pai jannat ka ghumaan hota hai,
is chandni raaton ke hasin saaye mein,
dil aur jawan  aur jawan hota  hai.

===—@@—===

Best Urdu Status for Whatsapp

utha hua manjil me ruk sa gaya,
ye ek kiyamat hai ki dum ruk sa gaya,
cheda hai ye maaji ka fasana kisne,
chalta hua hatho me kalam ruk sa gaya.

===—@@—===

Urdu Hindi Status for Whatsapp Collection

chanw aur dhoop ki  takraar hai buniyaad e hayat,
tumko  har baat  nayi  nazar aati hai,
ro diye ho  to ab  ailaane tabassum -3  kar do,
ki sitaaron ke pinghalte  hi  sehar  -4 aati hai.

ehmad  nadeem  kaasami

===—@@—===

Urdu Love Status for Whatsapp

Dil ki dhadkan teri palkon  ki jhapak mein umdi,
der tak raaj  rahe  raaj to khul  jata hai,
apni  kirano ko  samete  huye hungame-safar,
Chand shabnam me utarta hai  to ghul jaata hai.

===—@@—===

Urdu Language Status for Whatsapp

Dekh ri tu panghat pe jaakar mera jikar na cheda  kar,
kya  me jaanu  kese wo hain , kis kooche  me rehte  hain.
mene kab taarifein ki hain unke  baanke naino ki,
wo acche khushposh jawan  hai-mere  bhaiya kehte hain.

===—@@—===

Urdu Shayari Expressing Love Status

Gali ke mod par ladko  ke ek jamghat  mein,
ye kisne dard –bhari lay mein “ mahiya “ gaaya !!
mujhe kisi  se muhabbat nahi magar ai dost ,
ye kya huaa ki  dile bekarar bhar aaya !!

Sad Poetry in Urdu About Love

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Urdu Sad Shayari on Mohabbat

Urdu Sad Shayari on Mohabbat

Subho-sham usne mujhko, gam ka jam diya,
har sans mein usne mujhe maut ka paigam diya,
wafa ki raah pe mein khaak ban gaya lekin,
maut ke baad bhi usne mujhe ruswayi ka inaam diya.

===—@@—===

Sad status in Roman Urdu for Whatsapp

Subho-sham gam ka jaam peera raha hu mein,
mar mar ke bhi jaha mein jeeta raha hu  mein,
wafa ki raah pe maine luta di jindagi apni,
n aaya hath kuch bhi aaj tak rota raha hu mein.

Romantic Poetry in Urdu for Lovers

===—@@—===

Heart Touching Whatsapp Status in Urdu

Maine zamane ki rawayat se bagawat ki hai,
dosto mehfile-adab se maine adawat ki hai,
wafa ki bijliya mere rag-rag mein thirkati hai,
zamane walo sun  lo maine bhi mohabbat ki hai.

===—@@—===

Heart Touching Urdu Shayari in Hindi

Pyar mein aksar hi dard mila karta hai,
badhi mushqil se ye dil ka chaman khilta hai,
badi ajeeb hai duniya ki rawayat yaaro,
jo karta hai wafa usko badhi saqt saja milti hai.

===—@@—===

Sher O Shayari Sad Urdu Poetry

Kahi rahu me par mann mera tere pass raha karta hai,
mukat samay duri ki parimati se, chir tripti laha karta hai,
jab milta hu tab mera mann tujhse door chala jata hai,
nashwar Milan anaswar jivan-trishna vika saha karta hai.

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari About Dosti

Chun apni dosti ke liye koi hoshmand,
baduk ko bhul kar n samjh apna dardmand,
gar chahata h tujko jmana rakhe ajij,
le kaam khusmijaji se aur ban n khud pasand.

Baduk = Bure swbhaw wala

===—@@—===

Best Urdu Poetry by Wasi Shah

Iss gujarti hui duniya ka mehkana kya,
ranjo-afkar mein yo kalb ka bharmana kya,
gar wafadari ki duniya mein koi khu hoti,
aauro ko chod, uska tere pass aana kya

Afkar= dukh,    Kalb= dil

===—@@—===

Sad Urdu Poetry by Parveen Shakir

Kar jaye jo masti mein ho hasti acchi,
aasob se barpur ye basti acchi,
karti hai wafa kisse ye duniaadni,
mahol kamina ho to masti acchi

Aasob= Jhagde,   Duniaadni = chudr sansar

Parveen Shakir

===—@@—===

Poetry in Urdu Sad in Urdu Language

Phir jist kaha gam ko jo pala jaye,
peeker use taal, jaise tala jaye,
tu koi khazana to nahi h naadan,
jo dab ke phir tujko nikala jaye.

===—@@—===

Shayari in Urdu About Friendship

Ho Mubarak huzur ko Gandhi,
aise dushman naseeb ho kisko,
ki peete khub aur sar n uthaye,
aur kisak jaye jab kaho khisko.

Urdu Poetry SmS About Life and Love

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Mohabbat Sad Shayari with Meaning

Mohabbat Sad Shayari with Meaning

Baagiyana sfaat ke bawsaf,
maaldaro ko jeb deti hai,
ishq si chij kalbe-muflish ko,
jindagi bhar fareb deti hai.

Sfaat = acchayi,
bawsaf = bawjud,
muflish = garibhi.

===—@@—===

Urdu Poetry on Life Struggle

Mujhe ahebab ki chargari se,
nahi aati h bue dilanbaji,
mujhe nakam karke jindagi mein,
ata kar di adaye-beniyaji.

Romantic Urdu Poetry in Hindi

===—@@—===

Urdu Poetry for Life Partner

Hai sham ka waqt bkhud hai sahil,
kuhsar pe chaya hai sukute kaamil,
fitrat ki khamosiyo mein goyayi hai,
mehfil ko hai intezar-meere-mehfil.

===—@@—===

Urdu SmS In 140 Character

Shab ki bedariya are touba,
chupke mekhwariya are tauba,
daur uss nargise-khumari ka,
apni sharshariya are tauba.

===—@@—===

Urdu Poetry Dard E Dil Shayari

Dil mujhe smbhale tha, dil ko mein smbhale tha,
nagah hawa aayi jaanib-e-gulista se,
koi to shafak smjha koi garde-rang-aalud,
door, “ASAR” bhaar itni gujri aehle-jinda se.

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari by Famous Poets

Haasil ne kiya meh se jara tumne,
dariya se piya ek n katra tumne,
“Amjab shaeb”! khuda ko kya samjhoge,
ab tak khud hi ko jab n samjha tumne.

Amjab shaeb

===—@@—===

Urdu Poetry About Chand Raat

Bhari barsat me roshan sitara,
chamkata h falak par iss tarah se,
ki jaise tuti-futi jhopdi mein,
koi mehpara aaramo ko tarse.

Mehpara = Chand ka tukda

===—@@—===

Urdu Poetry About Duniya

Ye duniya nahi dil lgane ke qabil,
wo khush hai yaha jo hai madhosho-gaafil,
bhuja aatise-gam ko chito se mey ke,
sulagte hi uthe to kya isse hasil.

===—@@—===

Urdu Sms Shayari on Mazhab

Dono mehjab ke kuch hai tekedar,
kuch h shak-ao-yakin ke bimar,
kehne wala ye koi kehta hai,
uski to ek raah hai kirdar.

===—@@—===

Urdu Shayari on Love in Hindi

Har gam ko khememe mein dubo kare kate,
har fikar ko masti mein samokar kaate,
wo umar ki masti se jise nafrat hai,
sokar nahi katti h to rokar katen.

Khememe= sharab ki surahi

Urdu Poetry Love

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Islamic Urdu Mohabbat Shayari

Islamic Urdu Mohabbat Shayari

Ha akal ye kehti hai kare ab tauba,
har roz irada hai ki imshab tauba,
ab mausme-gul aa hi chuka aur sahi,
iss fasal mein tauba kare yarav tauba.

Imshab= aaj ki raat

===—@@—===

Pakistani Poetry in Roman English

Noroj ke chito pe hai ghucho ki faban,
hai jam bafak goya ki sara gulshan,
peete chalo iss serghae hasti mein,
kal khak se apni hi ugana h chaman.

Bafak= hath mein pyala liye hue.

Really Funny Jokes for Kids

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Har katre mein behre-maarfat-1 majmar-2 hai,
Har jarre mein kuch na kuch jauhar hai,
ho chashme –basirat-3 to hai har chij acchi ,
gar aankh na ho to lal bhi pathar hai.

amjad haidrabadi

  • Muaafi ke kaabil
  • Lajjit
  • Bina dekhe

===—@@—===

urdu poetry shayari in hindi

Gulzaar bhi sahara nazar aata hai mujhe,
apna b paraya nazar aata hai mujhe,
dariya-e-wujood mein  hai toofaneadam
har katraa mein khatra nazar aata hai mujhe.

“amjad “ haidrabadi

===—@@—===

Urdu Poetry Sad In Urdu Language

Fir lutf ki chadarein saron pe tan jaayein,
fir khair se yak jaan-o-kaalib ban jaayen,
hum –tum ruthe rahenge aakhir kab tak,
kya umar ka aitbaar , aao man jaaye.

josh maleehabadi

===—@@—===

Urdu Poetry In Urdu Language

Gulshan mein n gul, n gul mein rangat baaki,
lekin hai saba mein uski naghat,
ehbab hai bajm mein n jikre-ahbab,
albatta hai dil mein unki ulfat baaki.

===—@@—===

Latest Urdu Poetry SmS With Meaning

Sermaye-aye-aish-aye-kamrani tu hai,
aarame-dil-oh-munishe-jani tu hai,
agar ti hu n aave to yeh jeena kis kaam,
meri to murade-jindgani tu hai.

Sermaye-aye-aish-aye-kamrani = aiswerye ki punji,
aarame-dil-oh-munishe-jani = pran pirye.

===—@@—===

Collection of Poetry in Urdu

Kitno ka jaha mein-jar-oh-maal hai shukr,
kitno hi ka ba daulat-oh-iqbal hai shukr,
ye shukr to sab karte hai lekin ‘sauda’
shaakir hai wahi jissko beharhaal hai shukr.

===—@@—===

Sad Urdu Mohabbat Shayari

ye maana ki har ek jagah ja dekha,
dunia ko har ek dhang se parkha, dekha,
ek dum ke liye jhaank ke apne andar,
jab dekh na paaye to bhala kya dekha.

saraswati saran “kaif ”

===—@@—===

Latest Josh Malihabadi Poetry In Urdu

Kab maut ki dil-lagi se darta hu main,
dojakh se , na jindagi se darta hu main,
is tan-tana-o bahaduri ke ba-wasaf,
dunia , tere aadmi se darta hu main.

josh malihabadi

Pyar Me Dhoka Shayari in Hindi

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Mohabbat Sher O Shayari in Urdu

Mohabbat Sher O Shayari in Urdu

Tu kis liye ehsaas parangada hai,
Kyun soorate haalat se sharminda hai,
we jinda hain jo dhundte hain raah nayi,
joya hai jo is dunia me yaabinda hain.

Akhtar Rijwani

===—@@—===

urdu shayari about life by Juak Dehlavi

Jab tak the giraah me ehamkahon ke pese,
sab kehte the unko , aap ese –ese,
mufilis jo huye the unko, aap ese-ese,
muflis  jo huye to fir kisi ne ai “jauk “
pucha na ki the kaun wo ese-tese.

jauk dehlavi

Sad Life Status in Hindi for Facebook

===—@@—===

Urdu Sad Shayari In Urdu Language

Accha nahi andaaze shikaste sagar,
hai saaf ayaan raaje shikaste sagar,
dil tut chuka hai bade andaaz ke sath,
kya yahi bhi hai aawaze shikaste sagar.

akhtar rijwani

===—@@—===

Urdu Poetry SmS By Tilok Chand Mehroom

Harchand wo beniyaaj kehlata hai,
makhlook pe apni reham farmaata hai,
dil khauf se uske kaanp uthta hai mera,
insan jab bejuban ko tadpata hai.

tilok chand “mehroom”

===—@@—===

Faani Badayuni Urdu Mohabbat Shayari

Dunia andher jab huyi jaati ho,
umeed bhi sath chod jaati ho,
samjho, sun li khuda ne dil ki fariyaad,
har chand ki jab uff bhi na ki jaati ho.

faani badayuni

===—@@—===

Deedar se arjmand kar Munawar Lakhnavi Poetry

Deedar se arjmand kar li aankhein,
upar dekha, buland kar li aankhein,
kuch aise najaare najar aaye mujko,
Dunia ki taraf se band kar li aankhein.

munawar lakhnavi

===—@@—===

Sad Poetry In Urdu About Death

Mar-mar ke musafir ne basaya hai tujhe,
rukh sabse phira ke mooh dikhaya hai tujhe,
kyunkar n lipat ke soue aye kabar,
maine bhi to jaan de ke paaya jai tujhe.

===—@@—===

Collection of Urdu Poetry SmS Messages

Saaki jo sukoon baksh hai, wo shai to uthaa,
haan ched jara saaj koi lai to uthaa,
dunbia se shabo roj ka shikwa hai fajool,
ban jaayegi har baat butai main to utha,

akhtar rijwaani

===—@@—===

Akbar Allahabadi Urdu Shayari SmS

beparda najar aayi jo kal , chand biwiyaan
akhbaar jamin me gairte –kaumi se gad gaya
poocha jo unse aapka parda kidhar gaya
boli wo yon ki akal pe mardon ki pad gaya

akbar allahabadi

===—@@—===

Urdu Hindi Shayari Collection

andhere bhi hai kya dilkash andhere,
jo maikhaane ki chaukhat par jade hai,
nigaahein choor hain neendo se unki,
ghanere baal gaalo par pade hain.

Unknown

Cute Loving Status in Hindi for FB

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Heart Touching Izhar E Mohabbat Shayari

Heart Touching Izhar E Mohabbat Shayari

har gham pe chakra ke gira jata hu,
nakshe-kafe-pa banke mita jata hu,
tu bhi sambhal mere denewale,
main baare-amanat me daba jata hu.

Amzad Haidrabadi

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari for Boy

Insaan hajar hai magar kisam hai ek,
goo harf kasir hai magar ism hai ek,
iss aalme-kasrat ka hai mansha waahid,
aaja hai juda-juda magar jism hai ek.

Love Messages for Boyfriend Long Distance

===—@@—===

New Latest Urdu Shayari SmS

Kyu sabko sunyae hake-abtar apna,
jab isme kasur ho sarasar apna,
ham koste hai abas mukaddar ko nadim,
aamal se banta hai mukaddar apna.

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Dekhe agar aaine se talhat apni,
dar jaye tu khud dekh haiath apni,
aye husn-suraya ke fidayi hawasi,
chune se jara pot le surat apni.

===—@@—===

Urdu SmS on Long Distance Love

Aatish dile-jaar mein lagayi usne,
barso jaane-haji jalayi usne,
phenka mujhe par kal ikthlatan pani,
bhadki hui aag kya bujhayi usne.

===—@@—===

Romantic Poetry for Lovers In Urdu

Uski raat gayi, uska chain gaya,
uska sukun china, wo baichan hua,
jaane jana ye teri ghaneri julfe,
jhumkar jis dil pe parisha ho gayi.

===—@@—===

Khuda Aur Urdu Mohabbat Shayari

auron ko to mardoode–khudaa kehte hain,
aur khudaa ko beharhal bhala kehte hain,
jo log ki rawqan se bhi badh kar hain jalil,
hairat hai ki raawan ko buraa kehte hain.

khamosh sarhadi

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari in Urdu

Kuch garad abhi dil pe hai dhone do mujhe,
moti miri aankhon mein hai rone do mujhe,
dunia se judaa hai meera takhaale jamal,
kuch aansuon ke haar parone do mujhe.

Akhtar Rijwani

===—@@—===

Urdu Shayari Collection in Roman Words

Duniya thi yahi sidka-oh-safa ki duniya,
reham-oh-karam-oh-mehar-oh-wafa ki duniya,
insa ne bana diya bil aakhir usko,
jor-oh-sitam-oh-kijhv-oh-riya ki duniya.

Unknown

===—@@—===

Sweet Romantic Urdu Shayari for Him

Shamshir- mohabbat pe gala rehne de,
ha jaan ke sath yeh bala rehne de,
‘amjad’ shabe-hijr mein n kar band aankhe,
wo aayega darwaja khula rehne de.

Sad Poetry in Urdu With Images

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Izhar E Urdu Mohabbat Shayari

Batusaaj hai taukeer ke kaabil maana,
lekin usko mere barabar na bitha,
pathar ko tarash kar banta hai wo butt,
main butt ko tarash kar banata hu khuda.

josh maleehabadi

===—@@—===

Mohabbat Bhari Shayari Urdu

Bajme-saaki aa gayi h, yaad kis menosh ko,
Jam chalka, seshiye-mey hichkiya lene laga

Short Status for Whatsapp About Love

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari 2 Lines

Hua jo khak badan, saagre-sharab bana,
Hazar shukr ki jare se aftab bana.

===—@@—===

Urdu Shayari for Doctor

unko kya kaam hai murabbat  hai murabbat  se
wo apne  rukh se muh  na modenge
farishte jaan  shayad chhod bhi dein
par doctor fees na chodenge

akbar ilaahabadi

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari in Hindi

Ek jam aakhiri to peena h aur saaki,
Ab dast-e-shok kanpe ya paw ladkhadye
Ranj jo khugr hua insha to mit jata h ranj,
Mushqile itni padi mujh par ki aasan ho gayi

===—@@—===

Sad Urdu Poetry on Life

srishti  ke aarambh se  ab tak  bahut  kuch  aankh royi
jindagi  insan ki  pal bhar  kabhi   sukh se na soyi
bandh rahe hain  bandh nadio par, samundar  has raha hai
kintu ab tak bandh na paya  aansuo par bandh koi

-virendra mishar

===—@@—===

Hindu Muslim Bhai Bhai Shayari

hindu-o-muslim ek hai dono
yaani ye  dono asiyaayi hain
hum watan , hum jubaan  wa hum kismat
kyun  na keh doon ki bhayi  bhai hain

akbar ilaahabadi

Hindi Status for Life in Two Line

===—@@—===

Urdu Mohabbat Shayari

Gira jo hath se jam, ikthiyar kya saaki,
Tujhe malal, mujhe infahal hona tha
Aaj pee ho to, saaki, haram she pee ho,
Ye sab ko pee hui mey ka khumar baki h.