30+ Best Ghazals in Urdu About Love for Him

30+ Best Ghazals in Urdu About Love for Him - Urdu Ghazal

Best Ghazals in Urdu Collection

Jo Padte Rahe Hum Kitab-E-Mohabbat,
Nahi Pa Sake Hum Jawab-E-Mohabbat,

Chale Aao Ranjisho Ko Dil Mein Chupakar,
Abi Bhul Jao Hisab-E-Mohabbat,

Meri Baat Mano Jara Tum Bhi Pee Lo,
H Amrit Sa Pani Sharab -E- Mohabbat,

Jo Padte Rahe Hum Kitab-E-Mohabbat,
Nahi Pa Sake Hum Jawab-E-Mohabbat,

Milo Iss Tarah Jaise Ganga Mein Jamuna,
Kahi Rakh Do Hijab-E- Mohabbat,

Mat Ghabrao “Gumnam” Dil Apna Kholo,
Chukka Do Sabhi Ke Hisab-E-Mohabbat,

Jo Padte Rahe Hum Kitab-E-Mohabbat,
Nahi Pa Sake Hum Jawab-E-Mohabbat,

Gumnam

20+ Broken Heart Urdu Ghazal Poetry

Weh Jabani Hi Sahi Saja Dega,
Dil Jala To Bahua Dega,

Wo Bhale Kuch Bhi N Kar Paye,
Apni Najro Se Gira Dega,

Ek Pal Ko Bhi Agar Aaya,
Jaljala Dharti Hila Dega,

Waise Honge Pedh-Podhe Bhi,
Jaisi Tu Aabo-Hawa Dega,

Faisla Antim Nahi Tera,
Waqt Bhi Kuch Faisla Dega,

Juth Sach Ko Kya Mitayega,
Juth Tujhko Hi Mita Dega,

Khud Mein Hi Ummid Paida Kar,
Kon Tujhko Hausla Dega.

Kamlesh Bhatt ‘Kamal’

Ghazals in Urdu About Love

Najar Se Najar Ko Salam Aa Rahe H,
Phir Unki Taraf Se Payam Aa Rahe H,

Jo Pardanashi The Bahut Muddato Se,
Wo Lamhe Mujhe Bajm Mein Najar Aa Rahe H,

Sajane Ko Ab Mere Khwabo Ki Basti,
Ye Phulo Ke Gajre Tamam Aa Rahe H,

Jara To Karo Sabar Are Meykasho Tum,
Tumhari Hi Jaanib Ye Jaam Aa Rahe H,

Kaha Kho Gaye Aap Gumnaam Hokar,
Tumhe Dhundne Subh Sham Aa Rahe H,

27 Popular Sad Urdu Ghazals by Famous Poets

Unse Nain Milakar Dekho,
Ye Dhoka Bhi Khakar Dekho,

Duri Mein Kya Bhed Chipa H,
Iski Khoj Lagakar Dekho,

Kisi Akeli Sham Ki Chup Mein,
Geet Purane Gaakar Dekho,

Aaj Ki Raat Bahut Kaali H,
Soch Ke Deep Jalakar Dekho,

Jag Jagkar Umar Kati H,
Neend Ke Daur Hilakar Dekho,

Ye Dhoka Bhi Khakar Dekho,
Unse Nain Milakar Dekho.

Best Ghazals in Urdu Font

Kaisi Chali Ye Ab Ke Hawa Tere Sehar Mein,
Bande Bhi Ho Gaye H Khuda Tere Sehar Mein,

Kya Jane Ki Kya Hua Pareshan Ho Gaye,
Ek Lamha Rook Gayi Thi Saja Tere Sehar Mein,

Kuch Dushmani Ka Dang H N Ab Dosti Ke Taur,
Dono Ka Ek Rang Hua Tere Sehar Mein,

Shayad Unhe Pata Tha Ki ‘Khatir’ H Ajnabi,
Logo Ne Usko Loot Liya Tere Sehar Mein.

Kaisi Chali Ye Ab Ke Hawa Tere Sehar Mein,
Bande Bhi Ho Gaye H Khuda Tere Sehar Mein,

Khatir

25+ Love Ghazal in Urdu and Hindi

Bahar Bheji H Uss Shaks Ne Khati Ki Tarah,
Ki Lafj-Lafj Shigufta Sa H Gulo Ki Tarah,

Kalak Mein Khak Mein Mujhko Daba Diya Bhi To Kya,
Tahe-Jami Bhi H Ashjar Ki Jado Ki Tarah,

Rulane Wale Ka Daman N Mil Sake Jab Tak,
Ruka Hua H Mein Palko Pe Aansuo Ki Tarah,

Mujhe Samet Ke Koi Gale Ka Haar Kare,
Bikhar Gaya Hu Jami Par Mein Motiyo Ki Tarah,

Mujhe Bujhane Hawao Ke Wash Ki Baat Nahi,
Ki Jal Raha Hu Mein Bijli Ke Kumkumo Ki Tarah,

N Jane Pedh Mein Kiska Badan H Poshida,
Ki Tehniya Bhi Nikalti H Bajuo Ki Tarah,

Humari Goad Mein ‘Sehjad’ Wo Ruke Kaise,
Ki Jism Uska Fisalta H Reshmo Ki Tarah.

Shabir Sehjad

Best Ghazal in Urdu for Love

Dil Pe Musqil Hai Bahut, Dil Ki Kahani Likhna,
Jaise Behte Hue Pani Pe Ho Pani Likhna,

Koi Uljhan Hi Rahi Hogi, Jo Wo Bhool Gaya,
Mere Khate Mein Koi Sham Suhani Likhna,

Aate-Jate Hue Mausam Se Alag Rehke Jara,
Ab Ke Khat Mein To Koi Baat Purani Likhna,

Kuch Bhi Likhne Ka Hunar, Tujhko Agar Mil Jaye,
Ishq Ko Ashqo Ke Dariya Ki Rawani Likhna,

Chahe Tum Kuch Bhi Likho, Geeto Se Bahar Rehkar,
Geet-Ghazalo Mein “Kunwar” Dil Ki Hi Baani Likhna.

Dr. Kunwar Baichan

25+ Sad Ghazal in Urdu for Boyfriend

Maine Lakho Ke Bol Sahe, Sitamgar Tere Liye,
Tumre Daras Bin Jiya Nahi Lage,

Maine Kya Kya Julm Sahe, Sitamgar Tere Liye,
Maine Lakho Ke Bol Sahe, Sitamgar Tere Liye,

Nayna Log Tum Sang Sajni,
Tum Mujhse Ruth Jaye,

Sitamgar Tere Liye,
Maine Lakho Ke Bol Se,

Pritam Preet Lagakar Door Desh Mat Ja,
Baso Humari Nagri Mein Hum Maange Yahi Dua,

Maine Kya Kya Julm Sahe Sitamgar Tere Liye,
Maine Lakho Ke Bol Sahe, Sitamgar Tere Liye,

Best Ghazals Ever in Urdu

Jane-Ja Tu Jo Kahe, Gaau Mein Geet Naye,
Aue Fir Chaiye Kya, Samne Tu Jo Rahe,

Najo-Andaj Tere Badle-Badle Se Hai Kyu,
Fikar Mein Hu Ki Tujo Kya Kahu Kya Kahu,

Ajnabi Aaj Hai Kyu Teri Hare K Ada,
Ye Sitam Hai Ki Narak Hai Ki Berukhi Hai Ki Haya,

Koi Shikwa N Karu, Sharte-Mohabbat Hai Yahi,
Tu Badal Bhi Gayi, Mein N Badlunga Kabhi.

~~~~~

Ishq Kya Koi Ikthiyar (Dharan) Kare,
Wahi Jee Mare Jisko Pyaar Kare,

Saral Weh Parichit Nahi Hota,
Dair Mein Koi Usko Yaar Kare,

Kabu Sacche Bhi Ho Koi Kab Tak,
Juthe Waado Ka Aitbar Kare.

15+ Top Hindi Ghazal Lyrics for Your Lover

Kaisi Mushqil Meim Padh Gaya Hu Mein,
Apne Darpan Se Lad Gaya Hu Mein,

Haste Haste Udas Hota Hu,
Baste Baste Ujhad Gaya Hu Me,

Koi Madhuritu Nahi, Nahi Patjhad,
Aisa Jad Se Ukhad Gaya Hu Me,

Sabke Aage Saveh Ko Diktha Hu,
Haye, Kitna Pichad Gaya Hu Me,

Ubb Ne Nirwasan Kiya Itna,
Tann Se Mann Tak Udhad Gaya Hu Me,

Jhud N Paya Hu Bas Chuban Baaki,
Silte Silte Udhad Gaya Hu Me,

Mera Sawan Kabhi N Aayega,
“Som” Kitna Ujhad Gaya Hu Me,

Som Thak

Best Dua Ghazal in Urdu

Shaktiya Karta Hu Dil Par Gair Se Gaafil Hu Mein,
Haye Kya Acchi Kahi Jaalim Hu Jaahil Hu Mein,

Mein Abhi Tak Tha Ki Teri Jalwa Pairayi N Thi,
Jo Numud-E-Haq Se Mit Jata Hai Wo Baatil Hu Mein,

Bajm-E-Hasti Apni Araish Pet U Naja N Ho,
Tu To Ik Tasveer Hai Mehfil Hu Mein,

Dhundta Firta Hu Aye “Iqbal” Apen Apko,
Aap Hi Goya Musafir Aap Hi Manjil Hu Mein.

Allama Iqbal

20+ Best Romantic Ghazal in Urdu for Her

Koi Rehjan, N Koi Rehbar Tha,
Hame Luta Hai Jisne Hamsafar Tha,

Jo Tufa Tham Gaya Utne Se Pehle,
Hamare Doob Jane Ka Asar Tha,

Mujhe Tune Hi Jo Chaha Banaya,
Mein Jab Duniya Mein Aaya, Bekhabar Tha,

Tere Chehre Pet Hi Benoor Aankhe,
Mera Dil Khubsurat-Sa Nagar Tha,

Use Bhi Le Gaya Suraj Churakar,
Jo Khawabo Mein Hamare Raat Bhar Tha

Pata Logo Ko Apna Kya Btate,
Mera Koi Thikana Tha, N Ghar Tha,

Unhi Logo Ne Mara “Kambari” Ko,
Ki Jinka Hath Uski Peeth Par Tha.

Ansaar Kambari

Best Urdu Ghazals in Hindi

Sansad Mein Bil To Paarit Ho Jate Hai,
Phir Jane Kaanon Kaha Kho Jate Hai,

Basti Jungal Ho Jati Hai, Sham Dhake,
Rehnuma To Kha-Peekar So Jate Hai,

Kiske Mann Mein Kya Hai Kuch Malum Nahi,
Log Namaste Karke Chup Ho Jate Hai,

Mein Logo Ki Baate Kya Sun Leta Hu,
Saare Jagde Mere Sar Ho Jate Hai,

Raah Dikhane Wale Hi Ab Manjil Ki,
Aksar Oath Mein Kaante Bhi Bo Jate Hai,

College Tak Jate-Jate Aksar Bache,
Maa-Baapo Ke Dushman Kyu Ho Jate Hai.

Ashok Rawat

Latest 40+ Romantic Ghazal in Hindi

Ranjish Hi Sahi Dil Ko Dukhane Ke Liye Aa,
Aa Phir Se Mujhe Chod Ke Jaane Ke Liye Aa,

Milne Ke Sambhand N Sahi Phir Bhi Kabhi To,
Iss Duniya Ki Rasmo Ko Nibhane Ke Liye Aa,

Kis-Kis Ko Btayenge Judai Ka Sabab Hum,
Tum Mujhse Khafa Hai To Zamane Ke Liye Aa,

Ab Bhi Dile-Kushfeham Ko Hai Tujhse Ummide,
Aa Aakhiri Shama Bhi Bujhane Ke Aa.

Ahmed Faraz

Best Ghazals in Urdu About Love

Ab Ke Hum Bichude Jo Shayad Kabhi Khawabo Mein Mile,
Jaise Sukhe Hue Phulo Kitabo Mein Mile,

Dhund Ujhade Hue Logo Mein Wafa Ke Moti,
Ye Khazane Tujhe Mumkin Hai Khawabo Mein Mile,

Tu Khuda Hai N Mera Ishq Faristo Jaisa,
Dono Insa Hai To Kyu Itne Hijabo Se Mile,

Ab N Wo Mein Hu N Tu Hai N Weh Maji Hai “Faraz”,
Jaise Do Saye Tamnna Ke Sarabo Mein Mile.

Kurbato Mein Bhi Judai Ke Zamane Maange,
Dil Wo Be-Mehar Ki Rone Ke Bahane Maange,

Apna Ye Haal Ki Jo Haar Bhi Chuke, Loot Bhi Chuke,
Aur Mohabbat Wahi Andaj Purane Maange,

Hum N Hote To Kisi Aur Ke Charche Hote,
Khalkat-E-Sehar To Kehne Ko Fsane Maange,

Kurbato Mein Bhi Judai Ke Zamane Maange,
Dil Kis Haal Pe Mane Hi Nahi Jaan-E “Faraz”,

Mil Gaye Tum Bhi To Kya Aur N Jane Maange.

Ahmad Faraz

20+ Best of Parvesh Kumar PK Ghazals

Jaam Jab Peeta Hu Mooh Se Kehta Hu Bismillah,
Kaun Kehta H Ki Rindo Ko Khuda Yaad Nahi,

Koi Samjhaye Ki Kya Rang H Mehkane Ka,
Aankh Saaki Ki Uthe Naam Ho Paimane Ka,

Garmi-E Sham Aka Afsana Sunane Walo,
Raksh Dekha Nahi Tumne Abhi Parwane Ka,

Chasme-Saaki Mujhe Har Jaam Pe Yaad Aati H,
Rasta Bhul N Jaun Kahi Mehkane Ka,

Ab To Har Sham Gujarti H Iss Kuche Mein,
Ye Natija Hua Naseh Tere Samjhane Ka,

Ab To Har Manjil Se Gujarna To H Aasa “Iqbal”,
Ishq H Naam Khud Apne Se Gujar Jane Ka.

Allama Iqbal

Best Urdu Ghazals in Urdu Lyrics

Kab Se Jari H Ye Safar Mera,
Waqt Hu Mein, Kaha Hai Ghar Mera,

Justuju Ki Yeh Inteha Hogi,
Dhund Loge Pata Agar Mera,

Apne Hisse Ki Mil Gayi Hai Jami,
Kho Gaya Aasma Magar Mera,

Kisko Fursat Hai Iss Zamane Mein,
Kon Dekhega Ye Hunar Mera,

Sabne Raste Badal Liye “Gulshan”,
Gam Raha Sirf Hamsafar Mera.

30+ Best of Meer Ghazals and Shayari

Sawarg Kehkar Sweh Ko Chalte Hai,
Ham Narak Se Narak Badalte Hai,

Koi Sadma Naya Uthane Ko,
Ham Jara Der Ko Sambhalte Hai,

Ched Pata Hai Kon Kaanto Ko,
Phool Ko Hi Sabhi Masalte Hai,

Apni Pangdandiya Banana Ko,
Sab Hari Doob Ko Kuchalte Hai,

Bhag Lena Ho Jaise Matam Mein,
Ghar Se Har Roj Yo Nikalte Hai,

Hamko Sehra Mein Phenk De Yaarab,
Ham Teri Chandni Mein Jalte Hai,

Jinke Sapno Mein Aag Hoti Hai,
Raatbhar Karwate Badalte Hai,

Indardhanush Ki Talash Mein “Rahi”,
Titliya Dekhkar Behalte Hai.

Balswroop Rahi

Best Ghazal in Urdu Language

Tumse Mil Ke Maine Jana Zindagi,
Hai Safar Kitna Suhana Zindagi,

Dekhkar Teri Ajab Lutfo-Ada,
Ho Gaya Hu Mein Deewana Zindagi,

Iske Pehlu Mein Nahi Hai Gam Faqat,
Hai Kushi Ka Bhi Khazana Zindagi,

Ek Muddat Ho Gayi Tumse Mile,
Kuch Bata Apna Thikana Zindagi,

Maine Teri Bewafai Dekh Li,
Ab Mujhe Ti Aazmana Zindagi,

Chand Lamho Ki Nahi Hai Dasta,
Umar Bhar Ka H Fasana Zindagi,

Aaj Fir Wo Mere Ghar Mehman Hai,
Lag Raha Hai Aashiyana Zindagi,

Tumse Milkar Aaj Paya Hai Ise,
Khawab Tha “Gulshan” Purana Zindagi.

15 Best of Dushyant Kumar Ghazals

Aankhe Hai Ashqbaar, Ghazal Keh Raha Hu Mein,
Furkat Mein Teri Yaar, Ghazal Keh Raha Hu Mein,

Bhikri Hui Hai Julf, Pareshan Haal Hu,
Daman Hai Tar-Tar, Ghazal Keh Raha Hu Mein,

Tanhaiyo Mein Chand-Sitaro Ke Rubaru,
Ho-Ho Ke Bekarar Ghazal Keh Raha Hu Mein,

Ye Soch Kar Ki Ujhade Hue Dil Ke Bagh Mein,
Aayegi Fir Bahar Ghazal Keh Raha Hu Mein,

Madhosh Ho N Jau Mein Tirchi Nigaah Se,
Dekho N Bar-Bar, Ghazal Keh Raha Hu Mein,

Badal Bhi Roo Diya Hai Meri Bebasi Pe Aaj,
Mausam Hai Sogawar, Ghazal Keh Raha Hu Mein,

Thukrao Ya Kubul Karo Tum “Mayank” Ko,
Tumko Hai Ekthiyar, Ghazal Keh Raha Hu Mein.

K K Singh Mayank

Best Urdu Ghazals in Urdu Lyrics

Adalat Husn Ki Hogi Muqadma Tere Ishq Ka Hoga,
Gawai Mere Dil Ki Hogi Aur Mujrim Tera Pyar Hoga,

Umar Kaid Hogi Kya Hai Faisla Adalat Ka,
Muqadma Chalega Yaar Aaj Umar Kaid Ka,

Thehar Jao Sangdil Sada Meri Sunn Le,
Jo Bachi Hai Kaliya Wo Bhi Tu Chun Le,

Tujhse Mel Ho N Paya H Khel Kismat Ka,
Umar Kaid Hogi Kya Haif Faisla Adalat Ka,

Jurm Tha Tumhara Mera Naam Likhwa Ke,
Khada Kar Diya Hai Kathare Mein Lake,

Saja Milted Um Tutega Mere Jajbaat Ka,
Umar Kaid Hogi Aaj Kya Hai Faisla Adalat Ka,

Sitamgar Gawahi Hogi Mere Dil Ki,
Dekh Sakunga Shayad Ghadi Yaar Kal Ki,

Faisla Sunaya Jaye Aaj Haar-Jeet Ka,
Umar Kaid Hogi Aaj Kya Hai Faisla Adalat Ka,

“Kureshi” Tumhari Saja She Raha Hai,
Salako Ke Piche Wo Ro Raha Hai,

Tamasha Bnaya Tumne Meri Gurbat Ka,
Yeh Tha Faisla Adalat Ka Umar Kaid Ho Gayi,

Haar Gaye Muqadma Yaar, Umar Kaid Ho Gayi,
Yeh Tha Faisla Adalat Ka Umar Kaid Ho Gayi.

25+ Sad Ghazal About Life and Death

Khawabo Mein Tu Hai Khayalo Mein Tu Hai,
Jidhar Dekhta Hu Tu Hu Rubru Hai,

Aye Meri Jane Ghazal; Aye Teri Guftgu Hai,
Khawabo Mein Tu Hai Khayalo Mein Tu Hai,

Tu Meri Zindagi Tu Meri Bandage,
Tu Mera Hosh Hai Tu Meri Bekhudi,

Mil Jaye Tu Mujhko Ye Meri Aarzoo Hai,
Khawabo Mein Tu Hai Khayalo Mein Tu Hai.

Best Ghazals of Urdu Poetry

Duniya Mein Zindagi Ka Jab Naam Tak Nahi Tha,
Hum-Tum Milenge Aakhir Itna Mujeh Yaki Tha,

Meri Najro Mein Teri Tasveer Hu-B-Hu Thi,
Milne Se Peshtar Bhi Tu Mere Ru-B-Ru Thi,

Tujhse Alag Bhi Rehkar Mein Tera Humnashi Tha,
Duniya Mein Zindagi Ka Jab Naam Tak Nahi Tha,

Tere Liye Purani Rasmo Ko Maine Toda,
Mein Hi Wo Aadmi Hu Jannat Ko Jisne Choda.

Tere Hi Naam Lekar Rudu Bana Tha,
Duniya Mein Zindagi Ka Jab Naam Tak Nahi Tha.

20 Best Ghazals All Time in Hindi

Bichad Ke Bhi Muje Tujhe Ye Badghumani H,
Hare K Shaks Ko Apna Bana Ke Dekh Liya,

Milenge Na Ab Kisi Se Ye Dil Mein Thani H,
Bichad Ke Bhi Mujhe Tujhse Ye Badgumani H,

Najar Udas H Chidiyo Ke Cheche Sun,
Ki Tere Baad Ye Tanha Si Jindgani H,

Bichad Ke Bhi Muje Tujhse Ye Badghumani H,
Ki Meri Yaad Kabhi To Tujhe Bhi Aani H,

Best Ghazals in Roman Urdu

Gujchaye-Shak Lagah Khilne,
Phir Tujhe Yaad Kiya H Dil Ne,

Dastane H Labe-Aalam Par,
Hum To Chup-Chup Ke Gaye The Milne,

Phir Tujhe Yaad Kiya H Dil Ne,
Gunchaye Shak Laga H Khilne,

Phir Tuhe Yaad Kiya H Dil Ne,
Maine Chup Kar Teri Baat Kit Hi,

Jaane Kab Jaan Liya Mehfil Ne,
Maine Chup Kar Teri Baate Ki Thi,

Kit Hi Teri Baate Kit Hi,
Jane Kab Jaan Liya H Mehfil Ne,

Phir Tujhe Yaad Kiya H Dil Ne,
Gunchaye-Shak Laga H Khilne,

Phir Tujhe Yaad Kiya H Dil Ne,
Guchaye-Shak Laga H Khulne.

3 Ghost Stories in Hindi Language

Ajij Itna Hi Rakho Jo Sambhal Jaye,
Ab Iss Kadar Bhi N Chaho Ki Dum Nikal Jaye,

Mohabato Mein Ajab H Dilo Ka Dhadkana Sa,
N Jane Kaun Sa Rasta Badal Jaye,

Mein Wo Chirag-E-Sare Raah Gujar Deta Hu,
Jo Apni Jaat Ki Tanhayio Mein Jal Jaye,

Har Ek Lamha Yahi Aarzoo Yahi “Hasrat”,
Jo Aag Dil Mein H Wo Sher Mein Dhal Jaye,

Ab Iss Kadar Bhi N Chaho Ki Dum Nikal Jaye,
Ajij Itna Hi Rakho Jo Sambhal Jaye.

Hasrat Jaipuri

Best Romantic Ghazals in Urdu

Ye Dil Kya H Dekha Dhikaya Hua H,
Magar Dard Kitna Smaya Hua H,

Mera Dukh Suna Chup Rahe Wo Bole,
Ki Yeh Raag Pehle Ka Gaya Hua H,

Jhalak Kar Dhika Jaye Bas Unse Keh Do,
Koi Ek Darshan Ko Aaya Hua H,

N Pucho Yaha Tap Ki Kya Kami H,
Sabhi Ka Hardiya Usme Taya Hua H,

Yahi Dard Tha Jisne Tumse Milaya,
Ye Yu Hi Nahi Ji Ko Bhaya Hua H,

Gadha Maut Ka Nahi Bharne Wala,
Yaha Anginit Ka Safaya Hua H,

“Trilochan” Sunao Hume Gaane Apne,
Jaha Dard Ji Ka Samaya Hua H.

Trilochan

15+ Ghazal Poem About Love in Hindi

Ye Shab-Firak Ye Bebasi H, Kadam Kadam Pe Udasiya,
Mera Sath Koi N De Saka, Meri Hasrate H Dhuan Dhuan,

Me Tadap-2 Ke Jiya To Kya, Mere Khwab Mujhse Bichad Gaye,
Me Udas Ghar Ki Sada Sahi, Mujhe De N Koi Tasaliyan,

Chali Aisi Dard Ki Aandhiya, Mere Dil Ki Basti Ujhad Gayi,
Ye Jo Rakh Si H Bujhi Bujhi, H Isi Mein Meri Nishaniya,

Ye Fija Jo Gardo-Gubar H, Meri Bekasi Ka Majar H,
Me Wo Phool Hu Jo N Khil Saka, Meri Jindagi Mein Wafa Kaha,

“Hasan” Aisi Jag Mein Hawa Chale, Jo Udhake Mujhko Bhi Le Chale,
Me Wahi Pe Umar Guzar Du, Jaha Mere Yaar Ka Aasta.

Best Urdu Ghazals in the World

Wo Unhe Yaad Kare Jisne Bulaya Ho Kabhi,
Humne Unko N Bhulaya N Kabhi Yaad Kiya,

Para-Para Hua Paira-Hane Ja,
Phir Mujhe Chod Gaye Chara-Gara,

Koi Aahat, N Ishara, N Sharab,
Kaisa Veera H Ye Waste Imka,

Phir Mujhe Chod Gaye Chara-Gara,
Para-Para Hua Paira-Hane Ja,

Waqt Ke Sog Mein Lamho Ka Julus,
Jaise Ek Kaafila Aye-Noha-Gara.

Sayyad Rahi